RealNapster
Elite Member
Tu baat chars smuggling ki court pe thi.
Saara FATA smuggling pe chalta hai - jis dhande se khandan basse hain.
Hata ke baray jarnailon ne bhi Landcruiser ghar mein khari ki hain iss se.
Ab agar Sohail Afridi pe ilzaam dala hai tu daala hai - faujion ko kya parwa kaunsa ilzam tikay ya na tikay. Common sense tu yeh hai bajaye har baat ko IK ki nafrat pe daal dein.
Masle hain tu baat banti hai. Mein jitna zor daalon ya na daalon yehan tu aap log sam dimagh ko autopilot pe chorh kar farigh hain.
Kia Matlab ilzaam daala hy to daala hy. Bhai ye PECA ka zamaana hy, itna he gand moo se nikaaly Jitna wapas phir nigal saky.





